

Namme Ali Leyna Ebadat hai.,
Zikere Ali un al Ebada
Ali ka Ziker karna Ebadat hai
Aur Ek sawal hai mera aap se agar ebadatko Album se karna aaj kaal ek faishon ban gaya hai tou kyun nahi hum Namaz bi Band Album pe pardey Moula khair karei Matam ke dushmano ko kyun ke Matam tou Band pe horaahai.
Agar Naame Ali ko Album mai sun na acha lagta hai tou mazallah Agaa se Namaz bi Album mai pardey.
Moula Ali Ki Shan Main Likhne Walo
Apne Her Lafaz Ko Anmol Samjhoo
Aata Hoti Hai Yeh Dar_E_Zehra Se
Apni Her Tehreer Ko Maqbool Samjho.
Har Raat Kuch Likhne Ki Adat Si Ho GI
Gham_E_Hussain Se Muje Muhabbat si Ho Gi
Shaid Yeh Gham_e_Hussain Ka Assar Tha
Ke Muje Awaz_e_Shehnai Se Nafrat Si Ho GI.