qazimasroorabro added a new comment on tabarayi's blog.
qazimasroorabro added a new comment on Samrah's video.
qazimasroorabro added a new comment on FikreALI's blog.
qazimasroorabro added a new comment on hassan_abbayz's blog.SALAM!
ABU TURAB a.s SHAH E BENAZIR aate hain,jahan mei mazhar e RAB E
QADEER aate hain,wo anbiya hn malaik hn ya hn jinn o bashar,faqeer
khush hain JANAB E AMEER a.s aate hain...
WILADAT E MAULA E KAINAAT ALI IBN ABI TALIB a.s bht bht mubarak ho.
Salam,
Madh e HAIDER a.s ka labon pr junhi unwaan aya,
ley k aya tou sana khwani ko QURAN aya..
mil k kr lengey tawaaf aj harem ka dono,
chal nusairi mera MAULA tera YAZDAAN aya...
WILADAT E SHER E KHUDA ALI IBN ABI TALIB a.s bht bht mubarak ho.
aslam alaikum ya ali madad salamat raho wilayate ali aor zaze hussian k sath.mola aap ko her jaaez maqsad m kamiyabi ata kary ameen i u want plz send ur id my id qazimasroorabro@yahoo.com ALI ALI
salam...
ya ali madad(a.s)
i send you id by mail
ahsan_shah2006@yahoo.com
Salam YAM,
Moula (a.s.) madad karein ke mein aur har hubdar-e-ali (a.s.) har waqt har dam Moula Ali (a.s.) ki wakalath kartey rahein aur hum sirf aur sirf haq hi bayan karein. Â Aur jab tak aap jaisey moulai log hamari himmath afzayi aur islah kartey rahengey inshallah wa insha-ali hum haq hi ki tayeed karengey. Â Aur kabhi bhi kisi bhi hubdar ko wo din allah zinda na rakhey jis din us se kisi ghair ki tayeed ki jaye.Â
Salam alaikum Ya Ali (a.s.) Al-Madadi,
Jazakallah bhai meri haqeer si koshish aap ko pasand ayi aur aap ney usey saraha mein aap ka mamnoon hoon, bhai yehi to wo ibadath hai jis ke liye allah ne qalkh kiya hai, kyun ke yehi eik ibadath hai jo aap 24 gantey kar saktey ho, warna har ibadath ka apna waqt mohiyan hai, aur quran mein allah kehra hai ke "nahi paida kiya humney ins wa jins ko siva-e-iskey ke wo hamari ibadath karey" to koi eik to aisi ibadath honi chahiye jo har lamha ho sakti ho aur usi ibadath ke liya allah ne hamey qalk kiya hai.Â