hydertaqleed added a new comment on eliya's profile.
hydertaqleed added a new comment on kaneezezehra's profile.Sajday mai Muhammed ka wasi qatal hua hy
Ek shor-o-foghan masjid-e-kofa mai bapa hai
Yaad aa gai phir fatima zahra(sa) key shahadat
Phir zainab-o-kalsoom(sa) ka dil tukray hua hy
Allahhuma Laan Qatalatal Ameer-Ul-Momineen(a.s
1> imam.sadiq<as>....jo wajib ya sunnat namaz me
sure aala padhe qayamat k din ose kaha jayega k jannat k jis darwaze se
chahe dakhil ho jay.
2> rasul<as>...jab koe chiz bhool jao to mujhper salawat bhejo k os chiz ke yad aane ka sabab hai inshallah.
3> imam ali<as> gunaho ko khatm karne k liye salawat bhej na goya pani ke zariye aag ko bujane se zyada behtar hai.
4> imam baqir<as>...jo makkah me pura quran khatm kare wo tabtak nahi marega jab tak rasul<as> ko na dekhle.
5> imam sadiq<as>....allah<swt> os shaks ko maaf kar deta hai jo har
namaz k baad apni jagah se othne se pahle tasbih-e-zehra<sa> padhe.
1> rasul<sws> maa aur baap ki taraf mohabbat se dekh na wale ko har negah pe 1 haj ka sawab hai.
2> imam sadiq<as>..ek momin ki madad karna masjid ul haram<kaaba> me ek mahina roza rakhna aur aetekaaf karne se afzal hai.
3> rasul<sws>..jo ek bar mujh pe salwat bhejta hai to 2 farishte jo unke sath hote hai 3 din tak koi gunah nahi likhte.
4> imam sadiq<as> jo sure naba <surah num.78> ki rozana tilawat kare to vo osi saal masjidul haram <kaaba> ki ziarat karega.
5> imam ali<as> teri umr jo guzar chuki wo palat kar nahi aa sakti aur
aane wali umr ki sirf umeed hai.lihaza aaj amal ka waqt hai.
1> imam sajjad <as> by allah, mere nazdik momin ki hajat pori karna
behtar hai 2 mahine lagatar roza rakna jabke wo 2 paak mahine ehtekaf
me guzare.
2> rasool <sws>...jo bhi juma k din 100 martaba salwat padhe allah uske
80 sal ke gunah maaf karega . is din salwat se afzal koi kam nahi.
3> rasool <sws>...wajib amaail ada karne k baad sabse behtareen amal jo
banda allah k liye karta hai k woh logo k sath acha sulook kare.
4> imam baqir <as>...qayamat k din sabse bhari aamal mizan par muhammad <sws> and aal-e-muhammad pe salwat hogi.
5> rasool<sws>..apne deeni bhai ke sath sabse badi khayanat osse jhoot bolna hai jab ki who tumhe saccha manta ho.
SALAM!
ABU TURAB a.s SHAH E BENAZIR aate hain,jahan mei mazhar e RAB E
QADEER aate hain,wo anbiya hn malaik hn ya hn jinn o bashar,faqeer
khush hain JANAB E AMEER a.s aate hain...
WILADAT E MAULA E KAINAAT ALI IBN ABI TALIB a.s bht bht mubarak ho.