hasan5121472 added a new comment on afreen_fatima's profile.salam.na yaar jus busy last year of college.burden
d with projects.career planning n stuff.apne display pic change kar diya.n wt else howz life going on
Salam!
HASSAN a.s ko badshah e khaas o aam kehtey hain,
ALI a.s ka naaib o qaim muqaam kehtey hain,
daleel ek he kaafi hai unki azmaat main,
unhein HUSSAIN a.s bhi apna IMAM kehtey hain...
YA ALI a.s Madad...
amaday imam zamana<atfs> bahot bahot mubarak hoo...
Zulm se tarr hui duniya aa jaaiye
Ban ke rehmat zamaane pe chhaa jaaiye
Aap hain waaris-e-rehmat-e-do jahaan
Ya Imam-e-Zamaan, ya Imam-e-Zamaan!
AL AJAL YA IMAM
sayings of imam
1> imam.sadiq<as>....jo wajib ya sunnat namaz me sure aala padhe qayamat k din ose kaha jayega k jannat k jis darwaze se chahe dakhil ho jay.
2> rasul<as>...jab koe chiz bhool jao to mujhper salawat bhejo k os chiz ke yad aane ka sabab hai inshallah.
3> imam ali<as> gunaho ko khatm karne k liye salawat bhej na goya pani ke zariye aag ko bujane se zyada behtar hai.
4> imam baqir<as>...jo makkah me pura quran khatm kare wo tabtak nahi marega jab tak rasul<as> ko na dekhle.
5> imam sadiq<as>....allah<swt> os shaks ko maaf kar deta hai jo har namaz k baad apni jagah se othne se pahle tasbih-e-zehra<sa> padhe.
1> rasul<sws> maa aur baap ki taraf mohabbat se dekh na wale ko har negah pe 1 haj ka sawab hai.
2> imam sadiq<as>..ek momin ki madad karna masjid ul haram<kaaba> me ek mahina roza rakhna aur aetekaaf karne se afzal hai.
3> rasul<sws>..jo ek bar mujh pe salwat bhejta hai to 2 farishte jo unke sath hote hai 3 din tak koi gunah nahi likhte.
4> imam sadiq<as> jo sure naba <surah num.78> ki rozana tilawat kare to vo osi saal masjidul haram <kaaba> ki ziarat karega.
5> imam ali<as> teri umr jo guzar chuki wo palat kar nahi aa sakti aur aane wali umr ki sirf umeed hai.lihaza aaj amal ka waqt hai.
1> imam sajjad <as> by allah, mere nazdik momin ki hajat pori karna behtar hai 2 mahine lagatar roza rakna jabke wo 2 paak mahine ehtekaf me guzare.
2> rasool <sws>...jo bhi juma k din 100 martaba salwat padhe allah uske 80 sal ke gunah maaf karega . is din salwat se afzal koi kam nahi.
3> rasool <sws>...wajib amaail ada karne k baad sabse behtareen amal jo banda allah k liye karta hai k woh logo k sath acha sulook kare.
4> imam baqir <as>...qayamat k din sabse bhari aamal mizan par muhammad <sws> and aal-e-muhammad pe salwat hogi.
5> rasool<sws>..apne deeni bhai ke sath sabse badi khayanat osse jhoot bolna hai jab ki who tumhe saccha manta ho
thanks a lot for these beautiful ahadees.....i am not exaggerating but i really wanna practise these ahadees especially the "second" one.......thanks again..if u have more ahadees then forward it to me 
inshallah ,,,zaror
god bless u