jannat ka chand arsh ka tara hussain hai,jo na dube kabhi vo sitara hussain hai,mojuza to dekhiye zehra ke lal ka har qaum kehrehi hai hamara hussain hai
Hum hain Hussaini is liye humain chahiye kay hum dunya walon ko bata dain kay Imam Hussain ka gamm kiya hai humain imam e zaman ki foj ma shamil hona ka lia bht mehnat karni ha dunya walon jago kayama...
Khoon se Chiraag Deen ka Jalaya HUSAIN ne,Rasme Wafa ko khoob Nibhaya HUSAIN ne,Aisi Namaz kaun padhega Jahaan me,Sajda kiya to Sar na Uthaya HUSAIN ne
Khoon se Chiraag Deen ka Jalaya HUSAIN ne,Rasme Wafa ko khoob Nibhaya HUSAIN ne,Aisi Namaz kaun padhega Jahaan me,Sajda kiya to Sar na Uthaya HUSAIN ne