Hum hain Hussaini is liye humain chahiye kay hum dunya walon ko bata dain kay Imam Hussain ka gamm kiya hai humain imam e zaman ki foj ma shamil hona ka lia bht mehnat karni ha dunya walon jago kayamat bht kareeb ha
Lillah bs kro na stao Hussain 'a.s' ko,
Tark-e-namaz se na rulao Hussain 'a.s' ko
Aashiq ho Karballa k namazon se door ho,
Aao parho namaz manao Hussain 'a.s' ko.