As Salam wa Alaykum,
Yeh shayer ek Hindu ka hai tamam Indian & Pakistani ke liye aur sunni ke liye,
Ek Hindu Poet Ka Nazariya "
"Bey Deen Hoon.,Bey Peer Nahi...
Hindu Hoon,Magar..Qatil-e-Shabbir(a.s)Nahi...
Hussain(a.s)Moula Agar Bharaat Mein Aata.......
Tuh Parde Mein Utara Jata.......
Yeh Chand Bani Hashim Ka Na yuh Dhoke Se Mara Jata..
Na Bazu Qalam Hote,Na Pani Band Hota...
Ganga Ke Kinare Ghazi(a.s)Ka Alam Hota.
Khuda hafiz.