hussain kia hai????
#1 June 4, 7:24 am
hussain kia hai????
Hussain deen e khuda ka bani,Hussain khatm e arsal ka jani..
Hussain Quran ki
kahani,Hussain ka zkr Jawedani..
Hussain hr dour mai jawani,Hussain ki
Dastaras mai pani..
Hussain ne bus,Khuda ki mani,Na uska saya na uska
sani..
Hussain bandon ka sahara,Hussain khaliq ka Aasra hai..
Tumhara
edraak bekhabar hai,Tumhain khabar kia Hussain kia hai?

Hussain jeta hr
ek Bazi,Hussain ka jawan ghazi
Hussain hain Aaj tk namazi,Hussain ko zaib
beniyazi
Hussain Mehshar ka ek Qazi,Hussain raazi, khuda b raazi
Hussain
ka kam deen saazi,Hussain sb anmbiya ka maazi
Hussain Aadam se b Qabal
tha,Hussain ka naam mustafa hai
Tumhara edraak bekhabar hai,tumhain khabar
kia Hussain kia hai?

Husain kb ka, Hussain ab ka, Husain,jb jb nahi tha
jb ka
Husain ek wasta hasab ka, Husain he faisla nasab ka
Husain malik hai
Roz o Shb ka, Husain khaliq hr ek adab ka
Husain ka rub, Hussain rub ka,
Husain k sb, Husain sb ka
Husain he ka Haseen Langar,Zamana hr wqt Kha raha
hai
Tumhara edraak bekhabar hai,tumhain khabar kia Hu
All times are GMT. The time now is 6:18 pm.