karbala chalo
#1
May 21, 6:10 am
karbala chalo
yaaron alam uthhane chalo karbala chalo
aao issi bahane chalo karbala chalo
phuulon ki chaadro ke chadhane ke saath saath
ashkon ka jal chadhhane chao karbala chalo
gumraah kar na de kahi firkhon ka ikhtelaaf[difference]
imaan ko bachaane chalo karbala chalo
jannat me ghar banane ka ye bhi hai raasta
do gat zameen paane chalo karbala chalo
bayat ka davedaar[yazeed] nahi baaz aayega shabbir ko bulaane chalo karbala chalo!!
frm hadeeskha nigar rizvi
All times are GMT. The time now is 5:42 pm.


