HADEES E KISA
#1
July 24, 7:10 pm
HADEES E KISA
HADEES E KISA
• bas aik lamhy bad aaya mera nafees ul kalam baita
 zamany bhar sy Hassan budabir azeem nasahi imam baita
 kiya jo usny salam meny kaha basad ehteram baita
 mery nigaho k noor dil k samar alekum salam baita
 Hassan huway es tarha sy goya nabi k qadmo ko choom tha hun
 batain amma kahan hain nana me unki khushboo ko sungta hun
• huwi thi kuch dair ghar k andar zameen karbal ka zain aaya
 wo dil ka mewah nazar ki thandak Hassan ka bhai Hussain aaya
 kiya jo usny salam mujh ko meri tabiat ko chain aaya
 diya jawab e salam meny k hy mera noor e aain aaya
 Hussain boly fiza muatar hy lag raha hy yahan hain nana
 eram khushbooain arahi hain batain amma kahan hain nana
• phir aik lamhy k bad ameen razy wahi ko daikha
 khari huwi ehteram sy me zamany bhar sy Ali ko daika
 Ali ny mujh par salam bhaija to meny noor e jali ko daikha
 kaha alekum salam meny musaraton sy wali ko daikha
 Ali ye boly muqam e khushboo basi hy kiya mustafa makeen hain
 hamara dil hum sy keh raha hy tumhary baba yahin kahin hain
• batool bolin phir me baba k pas jaky adab sy boli
 salam karky rasool e haq ko shariato k matab sy boli
 mujhy ijazat hy me bhi aaun me shahensha e arab sy boli
 es anjuman me jaga ata ho me besaharo k rab sy boli
 rasool boly salam tum par me aaj khatm ul rasul na hota
 kisa thami hy tery liay hy tu juz na hoti me kul na hota

All times are GMT. The time now is 2:43 pm.