Hum hain Hussaini is liye humain chahiye kay hum dunya walon ko bata dain kay Imam Hussain ka gamm kiya hai humain imam e zaman ki foj ma shamil hona ka lia bht mehnat karni ha dunya walon jago kayamat bht kareeb ha
main ali faraz rizvi,sabhi shia logo se guzarish karta hoon ki yeh group join kare.aur shia ko aage badahe aur duniya par apni chaap chodne ke liye nai nai aayaam soche aur batai.
Lillah bs kro na stao Hussain 'a.s' ko,
Tark-e-namaz se na rulao Hussain 'a.s' ko
Aashiq ho Karballa k namazon se door ho,
Aao parho namaz manao Hussain 'a.s' ko.