Viewing Single Post
#2
March 18, 4:25 am
Tamam Ins-o-Jin, tamaam malaika wa farishton, tamam charind wa parind, tamam zameino aur ahl-e-zaminon, tamam aasmano aur ahl-e-asmano aur tamam maqlooqaath ki beshumar lanath ho har us shaks per jo Halal ko haram ya phir haram ko halal kharar dey. Meri pesh-e-nazar bhi aik aisa shaks hai jisney eighties ke aghaz mein cigrate smoking ko haram kharar diya tha aur khareeb char saal ke baad khud ke mulk mein tobaco cultivation karney ke paad cigrate companies establish karney ke baad yeh fatwa diya ke cigrate smoking halal hai. Jab ke smoking ke muthaliq Moula-e-kainath(a,s) ka khoul moujood hai ke "dhuaan jo agar pait mein jaye to ghiza ko makro kardeta hai". Ab in janab ko kya kahengey jinhoney isey haram bhi aur halal bhi kharar diya. Daur-e-hazir mein aisey ashkhaas ki kami nahi hai jo khelaf-e-Masumeen (as) fathvey jaari kartey hain. Kya yeh seerath-e-Umer (l.a) nahi hai?
All times are GMT. The time now is 1:20 pm.



