Laai hai ek raat Qayamat ki wo seher
Jab aasmaan phat ke gira farsh e khak par,
Zakhmi hai Nafs e Nabi (S.A.W.W) ka sar
...Takraa rhay hain Masjid e Koofa k Baam o Dar
Ro ro ke keh rhay hain pathar Ali a.s Ali a.s,,
Chilla rhay hain Masjid o Mimber Ali a.s Ali a.s....!