Salam,
Abbas
(a.s) ka jahan main nirala maqam hai
Abbas
(a.s) ki nazar main kia fauj-e-shaam hai
Abbas (a.s)
murtaza ki tammana ka naam hai
12 Imam
mezhab-e-Isalm main huey
Yeh mezhab-e-wafa ka akela
Imam hai...
AAIN : Chun li khayal ne jo azal se ALI ki AAIN (urdu wala
Aain)
BE : Be bizat-e-Rasool ki ismat ka zeb-o-zain
ALIF : Alhamd ke Alif sarapa dilon ka chain..
SEEN : Wannas ki seen yeh nukhta dil-e-hussain..
Har Harf Tareeq ka Aqqas ban gaya..
Dekha jo ghaur kar ke to ABBAS ban gaya
WILADAT E SHEHENSHAH E WAFA MOULA ABBAS ALAMDAR a.s bht bht mubarak ho...
Salam,
PUR NOOR MERAAJ KI RAAT AYE HAI,
SAATH APNEY KHUSHIYAN LAYE HAI,
MOMINO MUBARAK HO YE GHARIYAN,
MAGFIRAT KI NAVEED AYE HAI.
SHAB-E-MERAJ MUBARAK
ILTEMAS-E-DUA
Salam,
ALI a.s se pehle ibadat ka saranjaam na tha,
adab KHUDA ka MUHAMMAD s.a.w.w ka aihteraam na tha,
namaz hoti bhi qayam tou kis tarah,
KHUDA ka ghr tou bana tha mgr IMAM na tha.
tc
RAB ALI a.s MADAD...