Hum hain Hussaini is liye humain chahiye kay hum dunya walon ko bata dain kay Imam Hussain ka gamm kiya hai humain imam e zaman ki foj ma shamil hona ka lia bht mehnat karni ha dunya walon jago kayama...
payam e karbala conferance karachi malir(jaffar e taiyar) markazi imam bargha 28 november baroz itwaar(sunday) tamam momineen se shirkat ki guzarish hy
sallam o alekum.ya ALI A.S madad.sallam ho un per jo shaheed hue , sallam ho un per jo zakhmi hue , sallam ho un per jo arest hue or sallam ho un k ghar waloon per k jinho n aesa bete diye k jin betoon k khoon se shiat ki buqa hui.sallam ho shuhada e ashora,shuhada e chelum,shuhada e parachinar,shuhadae hango,shuhada e lahore,shuhada e queta,shuhada e millat e jafariya ko or khas kr sallam ho shaheed quaid allama arif hussain ul hussaini ko or shaheed docter muhammad ali naqvi ko mera sallam ho.