Imam Hussain a.s. Life. Karbala,
1. kess nabi a.s ki bheer bakrioun/gosafind nay foraat kay kinaray say paani na piya?
2. kess nabi as ka sheer/lion nay Karbala main raasta rooka?
3. Ziyrat e Arbaeen Roza e Imam Hussain a.s. per sab say pahlay kes nay peri?
4. 10 Moharam ko koon sa din tha?
5. jab Imam Hussain a.s Derbaar e Waleed main geay tou Waleed kay saath aur koon behta tha?
6. jab Muhammad PBUH nay Wafaat piyi tou Imam Hussain a.s ki kitni Umer the?
7. Imam Hussain a.s nay apnay Waalid Ali ibn e abi Talib ka kitna door/zamana Dekha?
8. Qafala e Hussani kess tareekh ko Madina say Rawana howa?
9. Muhammad bin Hanfiya, Qafala e Hussani main saath shamil thay?
10. Imam Hussain a.s. ko kes nay Karbala janay say roka?