Allah Humma Salle Aala Muhammadin Wa Aal-e- Muhammad
ruhani tarruf to tamam hussainiyo ke liye hai ke mai teen Shab-o-Roz ke pyase ka hon zakir shabeer ka zakir ho mai shabeer ka zakir maa ki godi mai aik aaisa jam piya hai maine lab hilae to Ali (A.S) nam liya hai mane aur mili jo Quwwat-e-Jumbish mere hathoo ko ma ki god mai Matam-e-Shabeer (A.S) kia hai maine