Kareeb AHLEBAYT k Aao toh koi Baat bane Imaan phir se Jaga'o toh koi baat bane Lahoo jo Beh gaya Sahie-e-KARBALA ka Unke MAQSAD ko samjho toh koi baat bane
Hum hain Hussaini is liye humain chahiye kay hum dunya walon ko bata dain kay Imam Hussain ka gamm kiya hai humain imam e zaman ki foj ma shamil hona ka lia bht mehnat karni ha dunya walon jago kayama...
Darr-e-ZAHRA (S.A) sa koi dar to dhund ke laa,Duniya mein nahi milega tu jannat se dhund ke laa..Humhe fakkr hai ke hum hain iss dar ke ghulam,Tu jaa hum jaisa kisi or ka muqaddar dhund ke laa...
kiya tha maine bada ehtemaam, ker na saka main jaanta hoon, badast ehteraam keh na saka, naam lete hi guloo-geer ho gai awaaz, HUSSAIN kehke ALAIHIS-SALAAM keh na sakaa.....
Aey karbala ke qasr ki mai'maar assalaam, Aey jur'atoun ki aahani divaar assalaam. Ghurbath mein Shahzadi-e Mukhtaar assalaam, Aey ghaaza e rukh e shah e abraar assalaam jo rang chadh gaya tha utarne nahi diya Tu nay kisi Shaheed ko merne nahidiya