Salam alai kum, Ya Ali (as) Madad,
Moula salamath rakhe Ali (as) Rab kehne walon ko, aur bhai meri tharaf se bahoot bahoot mubarek baad hai qubool kijey inshallah wa insha-ali(as) aap har din kamiyabi ki seediyan chadte chale jayen. Fatheh-e-Qaiber(as) ke sadqe mein aap ko her fathah hasil ho. (ameen)
Salam alai kum, Ya Ali (as) Madad,
Yaar aap ne jo kuch bhi kaha hai sach hai, allah apni kitaab mein "Hizbullah" (party of god) ki sharah kuch is tarha ki hai ke "wo jo bathil per apne baapko pain tho use chod dein aur apne dushman ko bhi agar haq per pain tho use gale laga lein, yeh to Hizbullah hain".
Aur yaar mere paas koi aur source nahi hai us aqeeda conference ki CD hasil kerne ka siva-e-aap, isi liye mein aap se baar baar guzarish kar raha hoon, kisi tarha wo CD hasil karo yaar.
Birader, Salam alai kum Ya Ali (as) Madad,
Please check the forum posted by me today i.e. on 22nd May'08 http://www.shiapal.com/forum/posts/id_29/